गुरुवार, 21 अक्तूबर 2010

prawas par hoon,

kisii ke rahane yaa naa rahane se koi phark kahaan padataa haj. phir bhii sochaa ki bataa hii diyaa jae. prawas par hoon. 20-22 din lag jayenge. ab aap sab to jante hii hain ki blogeria se piidit par kyaa gujaratii hai. aaj kaise bhii jugad bhidaayaa hai. hindi me ho nahii paa raha, par na maamaa se kanaa maamaa hi sahii.

sabko raam raam.

5 टिप्‍पणियां:

चंद्रमौलेश्वर प्रसाद ने कहा…

आप की यात्रा मंगलमय हो ॥

Harshad Jangla ने कहा…

Gaganji

I am disapointed that I will be missing yr blog for so many days.I am like addicted to yr blog and open it daily w/out fail.
Anyway, wish u a safe and happy journey.
-Harshad Jangla
Atlanta, USA

Chaitanyaa Sharma ने कहा…

ap bhi apni chhuttiyan enjoy kariye....viase main aapko miss karoonga... hum friends hain na...

अशोक कुमार मिश्र ने कहा…

सर जी , आप मजे से अपनी छुटियाँ बिताइए ...
लेकिन आप का ब्लॉगर प्रेम तो देखने लायक है "आज कैसे भी जुगाड़ भिडाया है हिंदी में नहीं हो रहा है मामा ना होने से अच्छा काना मामा होना अच्छा है" क्या बात कही है .......
मैं आज आपके ब्लॉग पर प्रथम बार आया हूँ अब तो आना लगा ही रहे गा क्योंकि आपका ब्लॉग देखे बिना लगे गा इस ब्लॉग की दुनिया के एक बड़े देवता के दरवाजे पर बिना पहुचे अधूरा सा लगा रहेगा .....
कभी निठल्ले की भी मज़लिस में आइयेगा ...
http://nithallekimazlis.blogspot.com
धन्यवाद ...

गगन शर्मा, कुछ अलग सा ने कहा…

ashok jii,
amaskar.
aisaa mat likhiye ki sharam ke maare aankh na uthaa paauun. ek adanaa saa insaan huun jo jaisaa man me aataa hai likh detaa hai. bade-bade diggaj hain yahaan. unake likhe ke saamane apne ko kahiin nahiin paataa.
10 ek dinon ke baad regular ho paauungaa tab jaruur aapse mulaakaat hogii. sneh banaa rahe yahii kaamanaa hai.

विशिष्ट पोस्ट

विलुप्ति की कगार पर पारंपरिक कलाएं, बीन वादन

आए दिन कोई ना कोई कलाकार, स्टैंडिंग कॉमेडियन या कोई संस्था अपने साथ कुछ लोगों को साथ ले विदेश में कार्यक्रमों का आयोजन करते रहते हैं, ऐसे लो...